
Voici les paroles de la chanson : Sar Kiye Yeh Pahar , artiste : Strings Avec traduction
Texte original avec traduction
Strings
Sar Kiye Yeh Pahaar
Daryaon Ki Gehraiyon Mein
Tujhay Dhoonda Hai
Aa Bhi Ja Aik Baar
Meray Yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Sar Kiye Yeh Pahaar
Daryaon Ki Gehraiyon Mein
Tujhay Dhoonda Hai
Aa Bhi Ja Aik Baar
Meray Yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Ho.
Ho Gaya Hai Tumsay Pyar
Ho.
Ho Gaya Hai Tumsay Pyar
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Jidhar Bhi Dekhoon
Tuhi Nazar Aati Hai
Aankhain Band Karloon To
Tu Aur Kareeb Aati Hai
Jidhar Bhi Dekhoon
Tuhi Nazar Aati Hai
Aankhain Band Karloon To
Tu Aur Kareeb Aati Hai
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Khushboo Teri
Mujhay Jo Choo Jaati Hai
Meray Mann Mein Kesay
Yeh Deep Jala Jaati Hai
Khushboo Teri
Mujhay Jo Choo Jaati Hai
Meray Mann Mein Kesay
Yeh Deep Jala Jaati Hai
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Meray yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Ho.
Ho Gaya Hai Tumsay Pyar
Ho.
Ho Gaya Hai Tumsay Pyar
(Hmm)
Sar Kiye Yeh Pahaar
Daryaon Ki Gehraiyon Mein
Tujhay Dhoonda Hai
Aa Bhi Ja Aik Baar
Meray Yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Sar Kiye Yeh Pahaar
Daryaon Ki Gehraiyon Mein
Tujhay Dhoonda Hai
Aa Bhi Ja Aik Baar
Meray Yaar Esay Na Looto Meray
Mann Ka Qarar
Ben Webster, Strings • 2019
Charlie Parker, Strings • 2009
Angela Maria • 1956
Ece Seçkin • 2024
Eloy • 1992
Jam in the Van, Trash Panda • 2023
Reinaldo • 2002
Çeşitli Sanatçılar, Alp Arslan, Faruk Salgar • 2012
I$$A • 2020
Chansons en différentes langues
Traductions de haute qualité dans toutes les langues
Trouvez les textes dont vous avez besoin en quelques secondes