Dard-E-Dil Dard-E-Jigar - Mohammed Rafi

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar - Mohammed Rafi

  • Année de sortie: 1980
  • Durée: 6:57

Voici les paroles de la chanson : Dard-E-Dil Dard-E-Jigar , artiste : Mohammed Rafi Avec traduction

Paroles : Dard-E-Dil Dard-E-Jigar "

Texte original avec traduction

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar

Mohammed Rafi

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne

Pehle To Maein Shaayar Tha Aashiq Banaya Aapne

Aapki Madhosh Nazrein Kar Rahi Hain Shaayari

Yeh Ghazal Meri Nahin Yeh Ghazal Hai Aapki

Maine To Bas Woh Likha Jo Kuchh Likhaaya Aapne

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne…

Kab Kahan Sab Kho Gayi Jitni Bhi Thi Parchhaiyaan

Uth Gayi Yaaron Ki Mehfil Ho Gayi Tanhaiyaan

Kya Hua Shayad Koi Parda Giraaya Aapne

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne…

Aur Thodi Der Mein Bas Hum Judaa Ho Jayenge

Aapko Dhoondunga Kaise Raaste Kho Jayenge

Naam Tak Bhi To Nahin Apna Bataaya Aapne

Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne

Autres chansons de l'artiste :

Nouveaux textes et traductions sur le site :

Plus de 2 millions de paroles

Chansons en différentes langues

Traductions

Traductions de haute qualité dans toutes les langues

Recherche rapide

Trouvez les textes dont vous avez besoin en quelques secondes